Zindagi shayari
Ishq-e-ibaadat
Hamara kalaam hi hamari majnoon ki gawahee hai
Aapkee yaadein hamari sthir zindagi me aandhee hai
Humara iklaaz unke liye kuch aur nahi humari gustaakhee hai
Yeh isq-e-ibaadat hame hasil nahi
jo yak rukhee hai
UMMID KHUSHION KI
Hogi kabhi to ek din khushian bhi mere sath
Ye soch ke main sab kuch bhulata chala gaya
Ye shaam jo dhali to savera bhi aaye ga
Ye soch ke main khushian manata chala gaya
Sara jahan hai mera aur main hun is jahan ka
Bas dil se dil sabhi ka milata chala gaya
Kudrat ne kya dikhaya karamat zindagi me
Aashique bana ke mujh ko rulata chala gaya
Chaha tha batane ko dastan zindagi ka
Koi ro ro ke apni haalat sunata chala gaya
Mayekhane ja ke dekha rote huye logo ko
Hans hans ke yahi baat batata chala gaya
Mehfil bhi ajnabi thi har shakhs ki tarah
Ye soch ke main khud ko hansata chala gaya
KHUSHI MILI HASS NA SAKE
KHUSHI MILI HASS NA SAKE
GHAM MILA RO NA SAKE
ZINDAGI KA YEHI DASTOOR HAI
JISE CHAHA USE PAA NA SAKE
AUR JISE PAYA USE CHAH NA SAKE
Zindagi Ek Mout Hai
zindagi ek mout hai par koi mout sa nahi
mout bhi ek zindagi hai par koi zindagi sa nahi
Mera Bhi Sathi Ho
hasi thami hai in aankho mein nami ki traha
mehakti thi jo gulsan mein kali ki traha
yu to koi aata nahi is viraan chaman mein
ye kiski parchai hai kuch meri hi traha
yu to dard ka rista bahut gehra hai
par yaadien bhi ek kadwa sach hai zindgi ki traha
wo aaya or cahla gaya sab kuch lekar
lipti rah gayi rooh badan par ajanbi ki traha
kise dhundti hai is duni-e-dast mein tanha najar
koi sathi ho mera bhi KHAMOSHI ki traha
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home